Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala naat
Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine WalaWo Badr Muneer Nabuwwat ka Ashab hai Iska Aala
Wo Khatme Rusool Maula-e-Kull Wo fakhre Rusool Dana-e-Sabul
Tera Chehra Wadduha Aesa Koi Haseen na aaya Tuj Jaisa
Mazag-Basar hai Aankh Teri Wallayl Kamal hai Zulf Teri
Tere Husn ka Aesa Jadu Raha Dil pe kisi ke na kabu
Husn Qureshi Hashmi ka Sab Nabiyon se nirala
Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine Wala
Tere Aane se Ye mehka Jahan Kisi Khushbu mein ye Mahek kahan
Yasin chamakti Tujko mili Khile Phool kali Har ek khili
Tumhe dekha zaree chamak uhte Hua Chand ungli se Do Tukde
Tera Laab Shahed se bhi mitha Aabe Kausar se bhi mitha
Khushk Gulab se Aaqa Tera pasina chhuta
Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine Wala
Aur karti rahun Mein Baatein Unki
Tuhi Sadik aur Ameen Haseen Meine Un Jaisa na dekha kahin
Unke Har Ek bol pe Naat likhun Unki pyari Har Ek baat likhun
Unke Kalme ka Ikrar karun Aur Waqte Naza mein yaad karun
Aaqa ne dekho bakhshish ka Kesa kaam nikala
Sab Nabiyon se Aala Mera Kali Kamli Wala
Kali Kamli Wala Aaqa Shehar Madine Wala
Comments
Post a Comment