(Qayamat) kal ke liye kiya kamaya hai
*قرآن میں اللہ تعالٰی فرماتا ہے:*
*’’اے ایمان والو! اللہ سے ڈرو،اور ہر شخص یہ دیکھے کہ اُس نے کل کے لیے کیا آگےبھیجا ہے۔ اور اللہ سے ڈرو۔یقین رکھو کہ جوکچھ تم کرتے ہو، اللہ اُس سے پوری طرح باخبر ہے۔*(سورۂ حشر: ۱۸)
*Qur’aan Me Allah Ta’aala Farmaata Hai:*
*Aye Imaan Waalo ! Allah Se Daro , Aur Har Shakhs Yeh Dekhe Keh Us Ne Kal Ke Liye Kiya Aage Bheja Hai. Aur Allah Se Daro. Yaqeen Rakho Keh Jo Kuch Tum Karte Ho, Allah Us Se Poori Tarah Baa Khabar Hai.*[Sura-e-Hashr-18]
Comments
Post a Comment