Juma ke din ye khas kam karne chahiye
Azmat Ansari:
NABI E KAREEM Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya:
(1):- Jo shakhs har juma ko waliden ki ya unme se kisi ek ki qabar ki ziyarat karta hai to uski maghfirat kardi jati hai aur use waliden ka farmabardar likh diya jata hai.
(Tabrani Kabeer, hadith no:193)
(2):- Jo koi Juma ke din Surah Kahaf ki Tilawat karega to uske liye uske Qadam ke niche se Aasmaan tak ek Noor Baland hoga,
Jo Qayamat ke din uske liye Roushan hoga aur uske 2 Juma ke darmiyan ke Gunah Baqsh diye Jainge...
(At Targheeb ,vol:1,pg:513)
Note:-
Dua ke waqt kisi gunah ka khayal dil me laane ke bajaye ALLAH ki rehmat par nazar rakhni chahye.

Comments
Post a Comment