Kaisi aurat se shadi karni chahiye

                       *HADEESH-

*Hazrat Aboo Huraira Wa Hazrat Jabir Radiyallahu TA'ALA Anhuma* Se Riwayat HAI Ki *🌹HUZOORE AKRAM Sallallahu TA'ALA ALAIHE Wasallam🌹* Ne Irshad Farmaya--------
              *"Aurat* Se Chaar *(4)* Cheezo Ki Wajah Se *NIKAAH* Kiya Jata hai, *Uske Maal, Uske Khandaan, Uske Husn Wa Jamaal, AUR Uske Deendaar Hone Ki Wajah Se*      !
Lekin Tu *Deendaar Aurat* KO Hasil kar"   !

*[Bhukhari Shareef, Jild 3, Safa No.59,[*
*[Tirmizi Shareef, Jild 1, Safa No.555]*

Lihaza is *HADEESH* Se Maloom hua KE *Deendaar Aurat* Se *NIKAAH* Karna Sab Se Jeyada Behtar HAI  !
*Deendaar Aurat SAUHAR* KI Madagaar Hoti HAI  AUR Thodi *Rozi* par Kana'at kar leti HAI   !
Uske Barkhilaaf Deendaar Se Door *Aurte* Gunaah AUR Museebat me Mubtela kar deti HAI     !
            *"Fatawa-E-Razviya"* me hai-----
"Deendaar Logo me *Shadi* KARE KI Bacche par *Nana, Mamu* KI Aadato Wa Harkato KA Bhi Asar padta HAI  !

*[Fatawa Razviya, Jild 9, Safa No.46]*

Comments

Popular posts from this blog

Huzoor sallallahu alaihi wasallam ke bare me

allah ta aala naraz ho to kiya hota hai

Nabi aur rasool kise kahte hain