kisi uzre shari ki wajah se juma chod kar zohar padhna kaisa hai
- hunain ke din baarish ho Rahi thi to aap(sallallahu alaihi wasallam) ne apne munaadi huqm diya:- aaj apni, apni qayaamgaahon me namaz padhne ka elaan kar do, aur wah juma ka din tha”
(abu dawood al juma 1057,1059, haakim 1/293, ibne khuzaima 1863, ibne habban 439-440)malum huwa ki baarish ke din juma ki namaz padhni wajib nahi, yani agar baarish ke din juma padh liya jaaye to jaayez hai aur baarish ki wajah se agar juma chhod kar johar padh li jaaye to juma chhodne ka gunaah nahi hoga
Comments
Post a Comment