agar poore ghar walon ki taraf se 1 hi bakra kiya jaye to kiya hukm hai

 Mas'ala:

Ba’az log pure ghar ki taraf say sirf ek bakra Qurban karte hain halan-kay ba’az oqaat ghar ke ka’sare afraad sahib-e-nisab hote hain aur is bina per in saron per Qurbani wajib hoti he, in sab ki taraf say alag alag Qurbani ki jaye. ek bakra jo sab ki taraf say kiya gaya kisi ka bhi wajib ada na huwa ke bakre mein aik say ziyadah hisse nahin ho sakte kisi ek tay-shuda fard hi ki taraf say bakra Qurban ho sakta hay

Comments

Popular posts from this blog

Huzoor sallallahu alaihi wasallam ke bare me

allah ta aala naraz ho to kiya hota hai

Nabi aur rasool kise kahte hain