Khane Par Ayatul Kursi Ki Tilawat Ki Fazilat

 Hazrate Aaisha (Radiallahu Ta’ala Anha) Se Riwayat Hai Ke, Ek Baar Ek Sahabi Ne Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ki Baargah Me Aakar Kaha Ke, ‘Mere Yaha Kisi Chiz Me Barkat Nahi Hai’


Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya “Tum Apne Khane Par Ayatul Kursi Tilawat Nahi Karte Ho. Jis Khane Ki Cheez Par Tum Ayatul Kursi Ki Tilawat Karoge, Allah Ta’ala Uss Me Barkat Ata Farmaega”.

[Tafseer Dar Manshoor, Jild -1, Safa -323]

Comments

Popular posts from this blog

Huzoor sallallahu alaihi wasallam ke bare me

allah ta aala naraz ho to kiya hota hai

Nabi aur rasool kise kahte hain