Islamic 12 maah aur uske kuch khususiyat
Islamic 12 maah
▫1 - Muhrram
▫2 - Safar
▫3 - Rabiul awwal
▫4 - Rabiul aakhar
▫5 - Jmadiul awwal
▫6 - Jmadiul aakhar
▫7 - Rajab
▫8 - Shaban
▫9 - Ramzan
▫10- Shwwal
▫11- Zil qad
▫12- Zil hajj
.....................Gour karein !..................
1) Saal ka akhri mahina bhi Qurbani,
Pehla bhi Qurbani.
2) Woh bhi 10 ko, ye bhi 10 ko..
3) Woh bhi Nabi ka laal, ye bhi Nabi
ka laal..
4) Un ki yaad bhi manate hein, in ki
yaad
bhi manate hein.
5) Woh Zabh-e-Azeem, ye Shaheed-e-
Azeem..
6.) Unhone Khawab nibhaya, inhone
Wada-e-Tifle nibahya..
Woh sabr ki Ibteda, ye sabr ki
Inteha..
7) Woh KAABA ke banane wale, ye
KAABA ko bachane wale.
Comments
Post a Comment