Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam

 Aye Shahenshah E Madina Assalat O Wassalam


Aye Shahenshah-e-madina, Assalat-o-wassalam
Zeenat-e arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam

Rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay
Rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arsh-e mu'alla, assalat-o-wassalam

Sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may,
Keh raha he har sitara assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arshe-e mu'alla, assalat-o-wassalam

Mu'mino padhthay raho tum apnay aqa par durood
He farishto ka wazifa, assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arshe mu'alla, assalat-o-wassalam

Mein woh sunni hu jamil-e qadri marnay ke ba'd
Mayra laasha bhi kahe ga assalat-o-wassalam

Ae shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam
Zeenat-e-arshe mu'allah, assalat-o-wassalam

Jab firishtay qabr mein jalwa dhikha-e aap ka
Ho zabban par pyaare aqa, assalat-o-wassalam,

Ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam,
Zeenat-e-arsh-e mu'allah, assalatowassalam.

Comments

Popular posts from this blog

Huzoor sallallahu alaihi wasallam ke bare me

allah ta aala naraz ho to kiya hota hai

Nabi aur rasool kise kahte hain