*ЁЯФПSuwalЁЯСЙ* Hazrat Kiya Aadhi aasten me namaz ho sakti hai ya nahi?
*SHARAI MASA'IL*
*....................ЁЯЦЛ*
*ЁЯФПSuwalЁЯСЙ*
Hazrat Kiya Aadhi aasten me namaz ho sakti hai ya nahi?
*ЁЯЧЭJawabЁЯСЙ*
ЁЯЦЛAadhi Aasteen Ki T-shirt Or Shirt Me Namaz Ho Jayegi. Or Agar Doosre kapde Mojood Hain To Aadhi Aastin Me Namaz Makruh e Tanzihi
Hai, Magar Namaz Fir Bhi Ho Jayegi Dohrane Ki Zarurat Nahi Na Kuch Gunah, Or Agar Doosra kapda Mojood Nahi Hai To Namaz Makruh Bhi Nahi,
*ЁЯУЪFatawa Amjadiya Jild: 1 Safah: 193 Par Hai;*
✒Jiske Paas kapde Mojood Ho, Aur Sirf Aadhi Aastin Ya Banyan Pehen Kar Namaz Padhe To Karahat Tanzihi Hai, (yani namaz ho jayegi). Aur (doosre) kapde Mojood Nahi To Karahat (tanzihi ki) Bhi Nahi,
*ЁЯУЪWaqarul Fatawa Jild: 2 Safah: 245 Par Hai*
✒Aadhi Aastin Wala kurta, Qameez Ya Shirt, kam-kaj Karne Wale Libas Me Shamil Hain Is Liye Jo Aadhi Aastin Wala kurta Pehen Kar Doosre Logon Ke Samne Jana Gawara Nahi Karte Unki Namaz Makruh Tanzihi Hai Aur Jo Log Aisa Libas Pehen Kar Sab Ke Samne Jane Me Koi Burai Nahi Mehsus Karte To Unki Namaz Makruh Bhi Nahi.
*Makruh e Tanzihi Ki Tareef*
Woh Amal Jise Shariat Na Pasand Kare, Par Ispar Kuch Azab Nahi (gunah nahi)
я╗ня╗лُя╗о я║Чя╗Мя║Оя╗Яяп╜ٰ я║Гя╗Ля╗ая╗вُ я║Ся║Оя╗Я┘Ая║╝┘Ая╗оя║Ня║П

Comments
Post a Comment