Jannat ka rasta Kiya hai
*Jannat ka rasta*ЁЯСЗЁЯП╗
*~>>>>>>>>>>>>>>~*
Hazrate ibne umar ╪▒╪╢█М я╖▓ ╪╣┘Ж┘З┘Е╪з se riwayat hai har chiz ka ek rasta hai *aur jannat ka rasta ilm hai*
ЁЯУУ *(┘Г┘Ж╪▓ ╪з┘Д╪╣┘Е╪з┘Д ╪╡ ┘и┘й)*
Hazrat mulla Ali qari ╪▒╪н┘Е█Г я╖▓ ╪╣┘Д█М┘З tehrir farmate hain hadees pak me hai "jo shkhs ilm ki talash me rasta chlta hai,Allah azzawajal usko jannat ki rah chalata hai aur talibe ilm ki raza hasil krne ke liye farishte apne par ko bicha dete hain ye is bat ki janib ishara hai ke jannat ke raste ilm ke rasto me mehdud hain isliye ke nek amal begair ilm ke maqbool nahi
ЁЯУУ *(┘Е╪▒┘В╪з█Г,╪м┘Д╪п ╪з┘И┘Д ╪╡ ┘в┘в┘й)*
*Ilm ya ibadat ki ziyadati*ЁЯСЙЁЯП╗ Hazrate abu saeed khurdi ╪▒╪╢█М я╖▓ ╪╣┘Ж┘З se riwayt hai ke nabiye karim я╖║ ne irshad farmaya *ilm ki ziyadati mujhe ibadat ki ziyadati se bohatt mehbub hai
ЁЯУУ *(┘Г┘Ж╪▓╪з┘Д╪╣┘Е╪з┘Д ╪╡ ┘и┘и)*
hazrate abu saeed khudri ╪▒╪╢█М я╖▓ ╪╣┘Ж┘З ke qaul ko gaur se pade'n ke ilm ki ziyadti mujhe ibadat ki ziyadti se zyada mehbub h-aaj agar koi kitabo ka muta'ala kar raha ho,dars o tadrees me msroof ho,kitab likhne padne me laga ho to jahil ibadat guzar un likhne pdne walo ko hiqarat ki nazar se dekhte hai unhe ye ma'alum nahi ke jinhe wo haqeer jante h wahi sahabiye rasoolя╖║ ke nazdeek izzat wala hai maula hame aqle saleem ata farmaye
*~_________________________________________~*
Allah Ta'ala Hme Ilm e Deen Hasil Karne Aur Us Par Amal Karne Ki Tofiq ata frmaye

Comments
Post a Comment