•••MOHAR'RAM ••••••••••••••••● ●•••••••••POST•NO•• [ 4 ]••••••
•••••••MOHAR'RAM ••••••••••••••••●
●•••••••••POST•NO•• [ 4 ]•••••••••••●
●•••••••••POST•NO•• [ 4 ]•••••••••••●
Matam karna gham manana kaisa
🔵 Hadees:-* Nabi-e-Paak ﷺ (Sallallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya, “Kisi Emaan Wale Ke Liye
Halaal Nahi Ke (3) Teen Din
Se Jiyadah gham
Kare...
Halaal Nahi Ke (3) Teen Din
Se Jiyadah gham
Kare...
🔘Sirf Beva Aurat Ke Siva, Ke Uske Gham Ki Muddat Char (4) Mahine Das (10) Din Hai....
[ Bukhari Sharif, Tirmizi Sharif, Tohfa-e-Najat Part- 11 Page- 49 ]
🔵Hadees:-* Abdullah Bin Abbas (Radiyallahu Ta’ala Anhu) Se Rivayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem ﷺ (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Ne Farmaya: “Jo Mooh Par Tamache Mare, Kapde Fade, Aur Jaahil Logo Ki Tarah Chilla Kar Roye Wo Hum Me Se Nahi”..
[ Bukhari Sharif, Musli Sharif, Tohfa-e-Najat Part- 11 Page- 50 ]
🔘Hadees:-* Agar Aashura Ke Din Maatam Karna Jayez Hota Toh Sahaba-e-Kiram Aur Tabayeein-e-Kiram Bhi Aisa Karte, Lekin Unhone Maatam Nahi Kiya Balke Aashura Ke Din Unhone Apne Ghar Walon Par Khaane Pine Me Farakhi Karte Aur Roza Rakhtey...
[ Guniyatuttalibin Part- 16 Page- 482 ]*_
Comments
Post a Comment