@ Moharram Post 1 @*
@ Moharram Post 1 @*
"Alam, Tajiya, Sawari, Mehandi jaise tareeke jaari karna bidat hai is se Islam ki shaan badti nahi hai.
Tajiya ko Hajat ko poora karne wala manna jahalat hai is ki mannat bewakoofi hai aur na karne me nuksaan janna vaham hai.
Musalman ko aisi harkat se bachna chahiye."
(Risala-:Moharram va Tajiyadari,
Safah no.59)
Safah no.59)
*@ Moharram Question 1 @*
Question->
Majlis-E-Muharram Me Zikr-E-Shahadat Aur Marsiya Sun’na Kaisa Hain ?
Majlis-E-Muharram Me Zikr-E-Shahadat Aur Marsiya Sun’na Kaisa Hain ?
Answer->
“Kutub-E-Shahaad Jo Aaj-Kal Raa’ij Hain Aksar Hikayat-E-Mauzooa Wa Riwayat-E-Batila Par Mushtamil Hain.
(Yaani jhooti aur banawati hoti hain)
Yoo’n Hee Marsiye Aisee Cheezon Ka Padhna Sun’na Sab Gunaah Wa Haraam Hain.

Hadith Me Hain RasoolAllah صلی اللہ علیہ وسلم Ne Marsiyon Se Mana Farmaya Hai,
Rawaahu Abu Dawood Wa Hakim.
Rawaahu Abu Dawood Wa Hakim.
Aise Hee Zikr-E-Shahadat Ko Imam Hujjat-ul-Islam
Wagairah Ulama-E-Kiram Mana Farmate Hain,
Kama Zakarahu Ibn Hajar Makki Fi Sawa’ik-E-Muhreka.
Wagairah Ulama-E-Kiram Mana Farmate Hain,
Kama Zakarahu Ibn Hajar Makki Fi Sawa’ik-E-Muhreka.
Haan !
Agar Saheeh Riwayat Bayan Ki Jaaye Aur Koi Kalema Kisi
Nabi Ya Malak Ya Ahl-E-Bait Ya Sahabi Ki Tauheen-E-Shaan Ka Mubalgha-E-Mad’h Wagairah Mazookar Na Ho.
Agar Saheeh Riwayat Bayan Ki Jaaye Aur Koi Kalema Kisi
Nabi Ya Malak Ya Ahl-E-Bait Ya Sahabi Ki Tauheen-E-Shaan Ka Mubalgha-E-Mad’h Wagairah Mazookar Na Ho.
Na Waha’n Nauha,
Ya Seena Kobi,
Ya Gareebaan Dari,
Ya Maatam,
Ya Tasannua,
Ya Tajdeed-E-Gham Wagairah
Mamnuat-E-Shara’iya Ho’n To Zikr-E-Shareef Faza’il-O-Manaqib-E-Hazrat-E-Sayyiduna Imam-E-Husain رضى الله تعالى عنه
Ka Bila Shubaha Mujib-E-Sawab
Wa Nozool-E-Rahmat Hain.”

(Fatawa Razwiyyah, Jild-09 (A), Page-88)
( صلی اللہ علیہ وسلم )
(ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه)
(رضى الله تعالى عنه)
( صلی اللہ علیہ وسلم )
(ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه)
(رضى الله تعالى عنه)
Comments
Post a Comment