••MOHAR'RAM ••••••••••••••••● ●•••••••••POST•NO•• [ 6 ]•••••
•••••••MOHAR'RAM ••••••••••••••••● ●•••••••••POST•NO•• [ 6 ]•••••••••••● 🔵 Hadees..* Hazrat Abdullah Bin Masood (Razi Allah Anhu) Riwayat Karte Hain Ke Rasool’Allah ﷺ (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, “Woh Ham Me Se Nahi Hai Jo Rukhsaar Peete’ Girebaan Phadhe Aur Jahiliyat Ki Pukaar Pukare”. (Yaani Noha Aur Wa’waila Kare)... [ Bukhari’ Al’janaez ‘ Baab Lais Mana’min Shqaul ’joyub’ Hadees :1294′ 1297′ 1298′ ] 🔘 Hadees..* Hazrat Abu Malik Ashari (Radi Allahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki Rasool’Aallah ﷺ (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, “Noha (Matam) Karna Jahiliyat Ka Kaam Hai, Aur Noha Karne Waali Agar Bina Tauba Ke Mar Jaye To Allah ﷻ Ta’ala Usko Tarkol Ka Libas Aur Dozakh Ke Sholo Ka Kurta Pahnayega”... [ Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1581 Hasan ] 🔵 Hadees.. Jarir Ne Farmaya Ki Sahabi Muawiyah (Radi Allahu Anhu) Ne Apne Khutbe Me Kaha Ki, “Rasool’Aallah ﷺ (Sallallaho Alaihi Wasallam) Ne Noha Karne Se Mana Farmaya Hai”... [ Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1580 Sahih ]*